Click me to translate this page

Friday, 1 August 2014

Fasting 6 Days of Shawwal / Shawwal ke 6 Roze

Rasollallah {Sallallahu Alaihi Wasallam} ke azad karda gulaam Hazrat-Sobaan {Radi Allahu 'Anhu} se rivayat hai ke Rasollallah {Sallallahu Alaihi Wasallam} ne farmaya jo Eid-ul-Fitr ke baad 6 din ka roza rakhe isko pure saal ke rozon ka sawab milega, jo ek neki laye isko iska 10 guna ajar milega. 

Note:Aap roze ek saath bhi rakh sakte ho ya fir aap isse apne hisaab se Shawaal ke mahine ke andar kabhi bhi rakh sakte ho

--------------- 
English Translation: 

It was narrated from Shobaan {May Allah be Pleased with him} the freed slave of the Messenger of Allah {may peace be upon him} said: whoever fasts six days after the Eid-ul-Fitr will have completed the year, for whoever does a good deed will have the reward of ten like it. 

{Sunan-Ibn-majah, Vol-no: 02, Book:(The book Of Fasting), Hadees-no: 1715} 

Note : It can be done consecutively or separately 

No comments:

Post a Comment